Friday, January 14, 2011

jaane nind kahaan kho jaati hai

Jaane kaha ye ' ninD' khO jaati hai...
har raaT..
wo kahin khO jaati hain.


Use pataa hai
raat hone tak,

thaK si jaati hain.. meRi khamOsh nigahein

K saara din to Use.. hi.. taLaashti hain..


uS. ek chehre ko taLaashti.
ye aankhein..
khud ko kitnaa .. DukhaaTi hain.0
paLkon ko bheeGaati hai..
Ye aankhein suj jaati hain...

Raat aa k chaLi jaati hai.. Lekin mujHe ninD nhi aati hai.


: Azhar Rizvi aka Jack Arrow
15jan 2010;5:29A.M

No comments:

Post a Comment